if (end == -1) Lesson Thirty Three " I am looking forward to" ~The craziest way to Lear...

Wednesday, September 13, 2017

Lesson Thirty Three " I am looking forward to" ~The craziest way to Lear...



Lesson Thirty Three “I'm looking forward to the craziest way to learn English


When telling someone that you are 'looking
forward to' you are saying that you are waiting or hoping for something,
especially with pleasure.


Look forward meaning in
urdu
Tawaqoo karna kisi cheaz ki
Umeed karna kisi cheaz ki
Intizar karna kisi cheaz

Urdu Using in this structure
Khushi sey muntazir ho
Khushi sey rah dhekna
Khushi sey intizar karna


Here are some examples:



I am looking forward to helping others
Main khushi sey dosro ki madad karna ka
muntazir ho
Main
khushi sey dosro ki madad karna ka intizar kar raha ho
Main
khushi sey dosro ki madad karney ki rah dhek raha ho




I am looking forward to meeting you.
Main khushi sey tumsey
milney ka intizar kar raha ho
Main khushi sey tumhsey
milney ki rah dhek raha ho

I am looking forward to eating
main khushi sey khana khaney ka intizar
kar raha ho
main khushi sey khana khaney ka muntazir
ho


I am looking forward to
talking with you.
Main khushi sey tumsey
baat karna ka intizar kar raha ho
Main khushi sey tumsey
baat karney ki rah dhek raha ho


I am looking forward to
going on vacation.
Main khushi sey chutti
per janey ka intizar kar raha ho
Main khushi sey chutti
per janey ka muntazir ho
Main khushi sey chutti
per janey ki rah dhek raha ho

I am looking forward to welcoming you
main khushi sey tumhey khushmamdeed kahney
ka intizar kar raha ho
main khushi sey tumhey khushmamdeed kahney
ka muntizar ho


I am looking forward to
spending time with my family.
Main khushi sey gher walo
k saath waqt bitaney ka intizar kar raha ho
Main khushi sey gher walo
saath waqt bitaaney ka mutazir ho


I am looking forward to
learning the English language.
Main khushi sey english
sikhney ka muntazir ho
Main khushi sey english
sikhney ka intizar kar raha ho


I am looking forward to
visiting another country.
Main khushi sey kisi aur
mulk ka dorraa karney ka intizar kar raha ho
Main khushi sey kisi aur
mulk ka dorra karney ka muntazir ho


I am looking forward to
hearing from you
Main khushi sey tumsey suney ka intizar
kar raha ho
Main khushi sey tumsey suney ka muntazir
ho

I am looking forward to having a family.
Main khushi sey aik
khandan /family bananey ka intizar kar raha ho
Main khushi sey aiik
khandan bananey ka muntazir ho





I am looking forward to graduating from
college.
Main khushi sey graduate
honey ka intizar kar raha ho
Main khushi sey graduate
honey ka muntazir ho


I am looking forward to
watching the cricket game.
Main khushi sey cricket ka khel dhekney ko
muntazir ho

Main khushi sey cricket dhekney ka intizar kar raha ho

I am looking forward to running in a race.
Main khushi sey race mein
doorney ka intizar kar raha ho
Main khushi sey race mein
doorney ka muntazir ho




I am looking forward to receiving your
comments
main
khushi sey app ka comment intizar kar raha ho
main
khushi sey app ka comment ka muntazir ho

Assignment
Please translate these sentences In Urdu
I am looking forward to taking tea
I am looking forward to learning from you
I am looking forward to joining your team
I am looking forward to Protesting against killings of Rohingya Muslims 
I am looking forward to playing with you
i am looking forward to using your mobile


2nd assignment
Make five sentences


Today question

Which is the capital of Pakistan?


Which is the capital of India?

No comments:

Post a Comment