if (end == -1) Use of Used to about to going to

Wednesday, December 12, 2018

Use of Used to about to going to


Use of "Used to, about to, going to"

1...."Used to".............(Identity>>>ya karta tha, ya karti the, ya karty they"

used to...tab istemal keya jata hai , jab app nay mazi ki kisi aise adat ka ziker karna hota hai , jo app aksar o beshtar keya karty thay...

hum "used" k bad "infinitive": use karty hain.
yani "used" k bad "to+1st form of verb" ka istemal key jati hai..

Bachpan main main taiz bhaga karta tha.
I used to run fast in my childhood.

Negative or interrogative banany k liyay.."did" k bad verb ki 1st from ay ge...
Kya main taiz bhaga karta tha ?

Did I use to run fast ?

Kesan k 3 betay thay , woh larty rahty they.
A former had three sons, they used to quarrel.

2...About to

jab app kisi kam ko karnay k boath kareeb hoty hain..or ain mumkin hai k ap aglay lamhay he yeh kar dain gain..

Main ghar janay laga hoon.
I am about to go home.

I was about to go Home.
Main ghar Janay laga tha

negative or interrogative banany k liyay help verb start main a jay ga.

Are you about to leave the room ?

Urdu main aisay jumlon k akher main "laga hai , lage hai wegaira a sakta hai....
yani woh ghar janay LAGA hai.

3...Going to..............bhe "about to" say milta julta he hai...jab app koi kam karnay ka erada rakhta hai , anay walay waqt main...to app "going to" ka use karty hain...
going +infinitive.

He is going to buy a new mobile.
woh Mobile kherdnay laga hai.

passive bananay k liyay "be" k sath third form.
mobile khera janay laga hai.

The mobile is going to be bought.
The mobile is about to be bought.


No comments:

Post a Comment